Image result for Saim Bhatt › Yaara

Song Credits:
Song: YAARA
Singers: Saim Bhatt
Musicians: Nayeem-Shabir
Lyricist: Mani Soni
Released: 2019

YAARA LYRICS

Tujhe phir haasil kar loon
Iss dil mein daakhil kar loon
Tere iss jism o jaan ko
Main khud mein shamil kar loonTujhe phir haasil kar loon
Iss dil mein daakhil kar loon
Tere iss jism o jaan ko
Main khud mein shamil kar loonTuhi tha mera kinaara
Tuhi jeene ka sahaara
Mujhe ruswa kiya hai kyun
Hai kehta, dil ye mera..Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaara
Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaaraLamhon ki qaid mein main hoon
Bin tere bikhra sa hoon
Saath bitaaye lamhe suhaane
Kya yaad nahi khwaab ke aansu

Sookhe nahi hai
Ashq labon se kehne lage..

Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaara
Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaara

Sookhe huve dariya mein
Toota huaa patthar hoon
Tere khayalon mein dooba hua akshar hoon

Tere bin jee naa paaun
Tere bin mar naa jaaun
Mera gham aur khushi tujhse o saathi
Kyun judaa hai…

Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaara
Kyun bewajah dard itna diya
Kya hui thi khataa yaara

Yaara… O yaara… Yaaara..

____________________________________
Visit this also –
Song Credits:
Movie: Mirzya
Song: DOLI RE DOLI
Singers: Shankar Mahadevan, Mame Khan
Musicians: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyricist: Gulzar
Released: 2016

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post