This energetic song is sung by Seedhe Maut and the writer for Tofa Lyrics is Encore, CALM.
“TOFA” SONG INFO
Singer : Seedhe Maut
Lyricist : Encore, CALM
Music : Seedhe Maut
Music Label : Seedhe Maut
Release: 2023
Tofa Lyrics
Takatvar bole par taakat hai ni
Dil ke toote jazbaaton se zaban maili
Hora hu apni parchai ka kaidi mai
Hu apne anjaam pe sahi mein
Tabhi mai pehele jaha dekhta tha friends aur family
Ab bas dikhta hai paisa aur eersha envy
Kya hai meri pehchaan? “ready made”
Hai vo yamraaj ki peheli bheint
Aur mai sweekaru khushi se
Khud ki khushi kar gai khudakushi kabki mai
Khush hu khuda ki aur teri khushi me
Hum cheeze dabake is seene me
Maze le zindagi jeene me haan
Use bachao
Dekhu jaha dikhe bas saanp with their fun out
Kuch waqt se hora tha andar se toxic
Khodu mai khudko its time, get the gannd out
Mere aas paas hai jitni bhi bikhri hui
Zindagiya karta hu sabke liye jitna bhi kar kar pau
Ek bache se poocha ki kya tere dil me
Wo bola dilli ko “dil walo ki banjao”
Zindagi kya hai tofa
Zindagi ya hai dhoka
Jaise tu dekhe
Zindagi kya hai dhoka
Zindagi ya hai tofa
Jaise tu soch x(2)
Iss tofe ko le liya for granted
Ab aadat ni sunne ki saath beth
Bas aadat hai bolne ki my bad
Aur inn laundo ko chahiye what calm has
Bhai nahi hai perfect
I might’ve deserved it
Ab karu bas nashe
Utara naqaab and im feeling the worst
Utaari ye daaru fir utaara verse
I followed my dream its a blessing & curse
I can’t take it easy I got it
Zindagi tofa jab yaar dost hai saath me
Jale j wagon r ude hawa me
Zindagi tofa jab
Auro ki kahi suni kabhi suni hi na
Auro ki chali hui raahein chuni na
Chuna hai tujhe gar tu mujhe bhi kehede
Ki parwa hai tujhe meri to mai sehke
Iss kandhe pe bhar kahunga fuck it ill make it
Zindagi kya hai tofa
Zindagi ya hai dhoka
Jaise tu dekhe
Zindagi kya hai dhoka
Zindagi ya hai tofa
Jaise tu soch
________________________________________________________________________________
Click here for another popular track
Song : Rasiya
Singer : Tushar Joshi, Shreya Ghoshal
Album : Brahmastra
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Director : Ayan Mukerji
Cast : Amitabh Bachchan, Ranbir Kapoor, Alia Bhatt, Mouni Roy, Nagarjuna Akkineni
Added by
admin
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT
No comments yet