This soft song is sung by “Aditya Narayan” and the writer for “Thoda Sukkoon Do “Lyrics is “Sameer Anjaan”.
“THODA SUKKOON DO” SONG INFO
Singer : Aditya Narayan
Album : Woh Ek Mulaqaat
Lyricist : Sameer Anjaan
Music : Himesh Reshammiya
Music Label : Himesh Reshammiya Music And Melodies
Thoda Sukkoon Do Lyrics
Thoda sukkon do thoda karaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
Utre na jo kabhi aisa khumaar do
Mere dil ki ye ilteza hai
Mere dil ki ye ilteza hai
Mujhe thoda sa pyaar do
Thoda sukkon do thoda karaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
Meri khwahishein pakeeza
Mera naik hai irada
Bas pyaar hi to chaaha
Kuch maanga nahi jyada
Meri khwahishein pakeeza
Mera naik hai irada
Bas pyaar hi to chaaha
Kuch maanga nahi jyada
Maano baat meri, maano baat meri
Kuch pal udhaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
Mere pyaase in labon pe
Tere hontho ki nami hai
Sang mere hai zamaana
Bas teri hi kami hai
Mere pyaase in labon pe
Tere hontho ki nami hai
Sang mere hai zamaana
Bas teri hi kami hai
Aankhon mein basa hoon
Aankhon mein basa hoon
Mujhe dil mein utaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
Utre na jo kabhi aisa khumaar do
Thoda sukoon do thoda karaar do
___________________________________________________________________
Another Favorite Track
Song : Main ki karaan
Singer: Sonu Nigam, Romy
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Cast: Aamir Khan, Kareena Kapoor Khan, Mona Singh, Chaitanya Akkineni
Added by
Comments are off this post