Sawan Aaya Hai Lyrics: Here is an acoustic version of Tony Kakkar’s Sawan Aaya Hai. The original song was sung by Arijit Singh while this new version is sung by Tony Kakkar & Neha Kakkar⁠⁠⁠⁠.

“SAWAN AAYA HAI” SONG INFO

Image result for Sawan Aaya Hai Tony Kakkar

Singer – Tony Kakkar, Neha Kakkar

Lyricist – Tony Kakkar

Song – Sawan Aaya Hai

Music – Tony Kakkar

Sawan Aaya Hai Lyrics

Humko yeh bataao door kaise tum rehte
Kaise judaai ka ghum yaara tum sehte ho
Hum tanha marr jaayenge yaara teri yaad mein
Dekho bheege hain kitna ashqon ki barsaat mein

Jakhm dikhaun kaise dil ke mere
Logon ne kitna sataaya hai

Mujhe na aur rulana tu
Sawan aaya hai
Mere dardon ko mitana tu
Sawan aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene lagana hai
Pyar meint ere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe hehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu
Sawan aaya hai..

Dil ye dhadakta hai
Tere dil ke hi dhadakne se
Hum bhi tadapte hain
Yaar tere hi thadapne se

Iahq mein dooba dooba hun
Mujhko na ab hosh hai
Yaar zameen ke ishq mein
Aasmaan behosh hai

Kaise dikhaaun ab junoon yeh mera
Tere ishq ne paagal banaaya hai

Dil nahi aur dukhana tu
Sawan aaya hai
Tere bhi zakham dikhana tu
Sawan aaya hai

Tumse door rehna
Ek saza hai majburi hai
Meri zindagi toh
Yaar tere bin adhoori hai

Log to kya kya kehte hai
Dil seh seh ke rota hai
Kaise tumko bataaun
Mere saath sanam kya hota hai

Apne paraye hone lage hain
Jab se tumko apna banaya hai

Humesha saath nibhaana tu
Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka
Mausam aaya hai

______________________________

Love it to the bottom of my heart!

Singer – Himesh Reshammiya, Neha Kakkar, Akbar Sami
Album – Aap Se Mausiiquii
Song – Thuglife
Lyricist – Manoj Muntashir
Music – Himesh Reshammiya
Language – Hindi

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post