Singer– Neeraj Shridhar, Shreya Ghoshal
Song – Sarphira Sa Hai Dil Song
Album– Love U…Mr. Kalakaar!
Lyricist– Manoj Muntashir
Music– Sandesh Shandilya
Director– S. Manasvi
Cast– Tusshar Kapoor, Amrita Rao
Language– Hindi

SARPHIRA SA HAI DIL SONG LYRICS

Sarphira sa hai dil sarphira hai
Na jaane kyun
Tumhe chor nazron se dekhta hai dil
Na jaane kyun
Jitna dekhe, utna tadapta hai
Roke se naa maane kyun

Thodi dhoop si hai
Thodi badaliyan hai
Kuchh paas hai humm
Kuchh dooriyaan hain

Beqarariyan hi Beqarariyan hai
Beqarariyan hi Beqarariyan hai

Abhi kal mile the humm,
kal mile the yahin kahin
Aaj tum hi tum ho
Main kahaan hoon, kahin nahi
Jab se main hoon
Tab se ho mere dil ke aas paas
Jaanti hain tumhe meri dhadkane
Meri har ek saans
Seene se mere jo utha hai dhuaan
Tumhe bhi chhoo ke guzre kaash

Tum bhi toh Jaano betabiyan hain
Kuchh toh hain rishtey
Jo darmiyaan hain
Beqarariyan hi beqarariyan hain

Call onto the season of love
Come give yourself a reason to love
Call onto the season of love
Come give yourself a reason to loveCrossing on my fingers
Baby, don’t let it go
This feeling that i’m getting
I haven’t felt it a lot
I surrender myself to you
The soul I want you to know…

Jisko yeh nazar yeh meri
Kab se dhoondati rahi
Rang maine dekha hai
Teri aankhon me wahi
Haan aisi baatein kar raha hoon main
Aaye ne aaye yaqeen

Mere sapno me jo, rangrailiyan hain
Kuch bhi nahi yeh, teri jhalkiyaan hain
Beqarariyan hi beqarariyan hain

Sarphira sa hai dil sarphira hai
Naa jaane kyun
Tumhe chor nazron se dekhta hai dil
Naa jaane kyun
Jitna dekhe, utna tadapta hai
Roke se naa maane kyun

Thodi dhoop si hain (It’s the season of love)
Thodi badaliyan hain (It’s reason to love)
Kuchh paas hain hum (It’s the season of love)
Kuchh dooriyaan hain (It’s reason to love)
Beqarariyan hi beqarariyan hai

Call onto the season of love
Crossing on my fingers
Come give yourself a reason to love
This feeling that i’m getting
Call onto the season of love
I surrender myself to you
Come give yourself a reason to love…

____________________

Click here for another popular track – 

Singer– Devinder Dharia
Song – THE YAMLA MEDLEY
Lyricist– Ustad Lal Chand Yamla Jatt
Music– Pav Dharia
Director– Pav Dharia
Language– Punjabi

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post