This melodious song is sung by Jonita Gandhi, Millind Gaba, Abhijit Vaghani and the writer for Pyar Kiya Toh Nibhana/ Wada Raha Lyrics is Anand Raj Anand, Sameer. This joyful video is directed by Ahmed Khan (Paperdoll Entertainment).

“PYAR KIYA TOH NIBHANA/ WADA RAHA” SONG INFO

Singer : Jonita Gandhi, Millind Gaba, Abhijit Vaghani
Album : T-series Mixtape S3
Lyricist : Anand Raj Anand, Sameer
Music : Abhijit Vaghani
Director : Ahmed Khan (Paperdoll Entertainment)
Director Of Photography : Farooque Khan
Release: 2021

Pyar Kiya Toh Nibhana/ Wada Raha Lyrics

Ab zindagi ka maqsad
Hai bas tumhara saath
Ik baar kehdo tum bhi
Haathon mein leke haath

Haan ab zindagi ka maqsad
Hain bas tumhara saath
Lo keh diya yeh tumse
Haathon mein leke haath

Dil ne kaha dil ne suna
Maine tumhe dilbar chuna

Ab dooriya na rahi darmiyaan
Kya rang laayi wafa
Yeh meri dhadkanein sun raha hai khuda

Wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum na honge juda

Dekha tumhe toh aisa laga
Mujhe mila manzil ka pata
Chalna hai humko ab saath mein
Tumse jooda mera rasta

Hum tum tum hum
Ban ke rahe humraz humsafar
Haan sikhva kare na koyi
Ik duje se yeh umr bhar

Pyar humara ho aisa ki
Dekhe yeh zamana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana

Kehta hai pal pal tumse
Hoke dil yeh deewana
Kehta hai pal pal tumse
Hoke dil ye deewana
Ik pal bhi jaane jaana
Mujhse door nahi jaana

Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana

Na main tumhe sataaun
Na tum mujhe satao
Main tumko samajh jaaun
Tum mujhko samajh jao
Maine to li hai kasam
Paaun tumhe janmo janam

Phir toh jivan ban jayega
Pyaar ka karana

Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana
Pyar kiya toh nibhana

Kehta hai pal pal tumse
Ab hum na honge juda
Kehta hai pal pal tumse
Ab hum na honge juda
Kehta hai pal pal tumse
Ab hum na honge juda
________________________________________________________________________________

You will love this one also

Movie: Heroine
Song: Khwaishein
Singer: Shreya Ghoshal
Lyricist: Irfan Siddique
Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Release Date: 21st September 2012

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *