O RAHI LYRICS
O rahi rahi, Chala chal rahi..
Rahi rahi, Chala, chal rahi
Surili koyal ki seeti
Shehad ke chhatte se meethi ..
O rahi rahi, Chala chal rahi..
Rahi rahi, Chala, chal rahi
Surili koyal ki seeti
Shehad ke chhatte se meethi ..
Chaar paise ki yeh toffi
Zindagi itni hi kafi
Mom ki batti se pighle
Iss pal ko jeelo tum
Aaj yeh sach hai
Jo ab hai yeh amrit pee lo tum
Surili koyal ki seeti
Shehad ke chhatte se meethi
Char paise ke yeh toffi
Zindagi itni hi kaafi
Pyaar ke paas aao tum
Dilon ke phool khil jaye
Akele geeton mein tere
Meri awaaz mil jaye
Pyar ke paas aao tum
Dilon ke phool khil jaye
Meri haan teri nana mein
Kahi na shaam dhal jaye…
Rahi rahi…Chala chal rahi
O rahi rahi…Chala chal rahi
Jeevan yeh saral hai
Seedhi si lakeer
Bahey yeh chal chal
Jaise Gangaji ka neer
Jeevan yeh saral hai
Seedhi si lakeer
Baki samajh gaye
Sab Sadhu aur fakeer
Pyar ke paas paas paas paas…
Dilon ke phool phool phool phool..
Bhul bhi jao Baat purani
Papaji ka chate
Yaad jo rakhna..
Hai to rakho mammi ke parathe
Bhul bhi jao
Baat purani
Papaji ka chate (chate..)
Yaad jo rakhna..
Hai to rakho mammi ke parathe (parathe)
Mann mein leke kyun phirte ho
Kaanto jaisi yaadein
Kal toh aakhir beet gaya hai
Ab toh socho aage
Baat ye meri maan lo tum
Raaz ye seedha jaan lo tum
Haathon haiti thaam lo tum
Manzil hai yahin..
Pyaar ke paas aao tum
Suron mein taal khul jaye
Tere bin jannat ki chabi
Bol de simsim khul jaye
Pyaar ke paas aao tum
Suron mein taal khul jaye
Subha pe huke hue tak mein
Aaj ke shaam chal jaye…
O rahi rahi…
Chala chal rahi
[ Jeewan yeh saral hai
Seedhi si lakheer
Bahey yeh chal chal
Jaise Gangaji ka neer
Jeewan yeh saral hai
Seedhi si lakheer
Baki samajh gaye
Sab Sadhu aur fakeer ] ..
[ Jeewan yeh saral hai
Seedhi si lakheer
Bahey yeh chal chal
Jaise Gangaji ka neer
Jeewan yeh saral hai
Seedhi si lakheer
Baki samajh gaye
Sab Sadhu aur fakeer ] ..
___________________
You will love this one also –
Added by
Comments are off this post