This melodious song is sung by Jubin Nautiyal and the writer for Mehsoos Hua Lyrics is Ajay Singha. This exciting video is directed by Kamal Chandra. This has a cast of Imran Zahid and Shruti Sodhi.

“MEHSOOS HUA” SONG INFO

Singer : Jubin Nautiyal
Album : Ab Dilli Dur Nahin
Lyricist : Ajay Singha
Music : Ajay Singha
Director : Kamal Chandra
Cast : Imran Zahid, Shruti Sodhi
Music Label : Times Music
Release: 2023

Mehsoos Hua Lyrics

Aankhon ne sun liya
Dil ki dabi juban
Jo tujhme tha ankahe
Wo hone laga bayaan

Hajaron woh khawahishein
Jo khoyi thi raah mein
Tujh se mil ke wo mil gaya
Bikhra tha simat gaya

Mehsoos hua tujhse
Hai mukamal ye jahan re
Mehsoos hua haan tu hai
Mera raazdaan re

Kabhi lage ye fikr
Bhi mann mein kahin
Kahin kho na du chhaon
Mein saaye tere, saaye tere

Ho maine ye chaha rab se bas ye
Bantu main har sans ko
Sang tere, sang tere

Khwabon ne chun liya
Chera tera mera
Main bhatka sa raahi tha
Tu bani meri rehbara

Mehsoos hua
Tujhse hai mukammal jahan re
Mehsoos hua
Haan meri hai tu raazdaan re
________________________________________________________________________________

You will love this one also

Song : Mann Mein Halchal
Singer: Altamash Faridi
Album: Babli Bouncer
Lyricist: Manaswi Mohata
Music: Karan Malhotra
Director: Madhur Bhandarkar
Cast: Tamannaah BhatiaSaurabh ShuklaAbhishek BajajSahil Vaid

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *