The song is sung by Emiway, and has music by Prod. deyz while Emiway Bantai has written the Kudi Lyrics. The music video of the Kudi song is directed by Mihir Gulati , and it features Swaalina.

“KUDI” SONG INFO

Singer – Emiway
Lyricist – Emiway Bantai
Music – Prod. deyz
Music Label – Namoh Studios
Director – Mihir Gulati
Cast – Swaalina
Director Of Photography – Manish Shunty
Choreography – Agam Anand

________________________________________________________________________

KUDI LYRICS

Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye
Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye

Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye
Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye

Jaane kaha the tumhein tum
Mila khudse tha main gum
Ab tu chodke naa ja (naa ja)
Ab tu chodke naa ja (naa ja)

Jaane kaha the tumhein tum
Mila khudse tha main gum
Ab tu chodke naa ja (naa ja)
Ab tu chodke naa ja (naa ja)

Jabse mudi hai tu peeche
Tabse soya hun main nai
Neendein lauta de meri (lauta de)
Khoya khoya rehta tha bas teri thi kami
Banjayegi kya tu meri, haan banegi kya ?

Haan kudi peechhe kaiko mudi
Jab se tujhe dekha tabse neend meri poori
Hori nai hai unme se chhori nahi hai
Decent hai tapori nai hai
Recently main bhi notice
Kar raha tu bhi sori nai hai

Kyu?
Tere ko bhi aareli hai kya feeling
Pyaar ka haan ab jake
Samajh mein aara meaning
Heart mera streaming tere liye
Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye

Haan pyaar hua mere ko tere se sachha wala
Tere se vibe milta mere ko kaafi achha wala
Jiss cheez mein ghussjate
Uss cheez mein jeet jate
Usi tarah pyaar mein bhi macha dala
Ek number!

Tera pyaar jaise oneway
Sab kuchh hai saamne jo bhi hai manmein
Dil kare takeoff jaise koyi runway
Tu bhi kehde aaj jo chupa hai tere man mein

Jaane kaha the tum
Mila khudse tha main gum
Ab tu chodke naa ja (naa ja)
Ab tu chodke naa ja (naa ja)

Jaane kaha tumhein tum
Mila khudse tha main gum
Ab tu chodke naa ja (naa ja)
Ab tu chodke naa ja (naa ja)

Jabse mudi hai tu peechhe
Tabse soya hun main nahi
Neendein lauta de meri (lauta de)
Khoya khoya rehta tha baad
Teri thi kam ban jayegi kya tu meri

Haan kudi peechhe kaiko mudi
Jab se tujhe dekha tabse neend meri poori
Hori nai hai unme se chhori nahi hai
Decent hai tapori nai hai
Recently main bhi notice
Kar raha tu bhi sori nai hai

Kyu?
Tere ko bhi aareli hai kya feeling
Pyaar ka haan ab jake
Samajh mein aara meaning
Heart mera streaming tere liye
Shayad tere ko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye

Shayad teko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye
Shayad teko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye
Shayad teko hi banaya hai
Upar wale ne mere liye

___________________________________________________________________________________

Another popular track-

Song: Kamli
Singer: Gurinder Rai
Lyrics: Preet Hundal
Music: Preet Hundal
Video: Tru Makers
Music Label: T-Series

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *