Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics: This lilting song is sung by B Praak and written by Jaani, The director of this amazing video is B Praak and is produced by B Praak
“KUCH BHI HO JAYE” SONG INFO
Singer – B Praak
Lyricist – Jaani
Music – B Praak
Mix And Master – Gurjinder Guri, Akaash
Music Label – Desi Melodies
KUCH BHI HO JAYE LYRICS
Tujhe ek din bhaaunga
Ho do din deke khushiyaan
Hashar tak le aaungaMain baarish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyaar na karna
Ho akhiyan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Aa… wo…
Tumne sudhara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yoon bewafa
Par tune bana diya
Tumne sudhara tha
Tumne bigaada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yoon bewafa
Par tune bana diya
Ho Jaani kolon door reh tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jaawan
Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyaan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke
Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaaiyan kar ke
Ke ab mazaa aane laga hai mujhe
Bewafaaiyan kar ke
Soch tere baare junoon mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jaata hai
Ho pata nahi kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyaan hongi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaaye yaara
Mujhe tu pyar na karna
Song: Faida Chak Gayi
Singer: Garry Sandhu
Music: Lovey Akhtar
Label: Fresh Media Records
Added by
Comments are off this post