Song – Khuda Wahi Hai
Album– Sufiana
Language– Hindi
Music Label– Times Music
KHUDA WAHI HAI LYRICS
Badal raha hai jo shab sahar mein
Khuda wahi hai khuda wahi hai
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
khuda wahi hai, khuda wahi hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo jaano dil hai aur jigar hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai
Jo phool khushboo gulab mein hai
zameen falak aaftab mein hai
hai jiski rangat shajar shajar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
_________________________
Singer – Sonu Nigam
Song – YE RASHTRA PREM KI BHAVANA
Lyricist- Sonu Nigam
Music- Deepak Pandit
Added by
Comments are off this post