JAB TAK HAI JAAN poem Lyrics – Jab Tak Hai Jaan (2012)

Aditya Chopra has written the romantic poems for Yash Chopra’s directorial romantic film Jab Tak Hai Jaan, in the voice of Shahrukh Khan. The music is composed by A.R. Rahman.

About-

Movie: Jab Tak Hai Jaan
Poem written by: Aditya Chopra
Music: A. R. Rahman
Music Label: YRF Music
Star Cast: Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma
Directed by: Yash Chopra
Release Date: 13 November 2012

 

Jab Tak Hai Jaan Poem Lyrics

Teri aankhon ki namkeen mastiyan
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..

Tere jhoothe kasme vaadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be-raham duaaon se
Nafrat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


More Similar song –

WAFA NE BEWAFAI

Singer: Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne D’Mello
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan
Starring: Himesh Reshammiya, Farah Karimaee
Music Label: T-Series
Released : 2015

 

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post