Emptiness Lyrics: The Emptiness rap is written and performed by Void featuring Prerna on female vocals. Exult Yowl reproduced the track. The song is originally composed by Vikram Singh and written by Aseem Ahmed Abbasee.
Image result for Emptiness Song VoidSong Credits:
Song : EMPTINESS
Music: Exult Yowl, Vikram Singh
Singer :Void, Prerna
Release date: 2019
Lyrics: Void, Aseem Ahmed Abbasee
Music Label: Sony Music India

EMPTINESS LYRICS

Tune mere jaana kabhi nahi jaana
Ishq mera dard mera haye

Tune mere jaana kabhi nahi jaana
Ishq mera dard mera

Bewajah tere hotton ko main chuta
Par ab unme mera naam nahi
Sath tera chuta yahan
Tasveere hai teri
Inka kya mai karroon
Lagta bura sapna hai koi
Fir kyun uthne se main daroon

Intazaar kiska karun
Intafaaq isko kahoon
Istamaal dil ka karoon
Is diwaar se main laddoon
Intakaam le raha hai waqt
Meri kisi bhool ka
Ya pyaar humara khwabon mein
Bana hua tha dhul ka

Bahar baarish andar Netflix tere sath
Popcorn aadhe jale haa phirse wahin baat
Abhi din tha kuch pal pehle hone lagi raat
Phir ek nayi horror film aur tu na chode mera hath kyun

Par ab is apartment mein baitha mai akele hoon
Yaad aate saare pal jab baithe hote vele kyun
Kuch bhi nahi karre Bahar hoti baarish
Dono ke ankhon mein sirf pyaar ki guzarish

Agar tujhko du main dosh mera bhi toh dosh
Agar maine khoya pyar tune khoya ek dost
Dono ki hai aankhein khuli, aur ab pura hai hosh
Par ab dono yahan se gayab jaise hum dono ghost haa

Duniya ki parwah ni mujhe dil mein basna ni mujhe
Khudpe hansna ni mujhe pyar mein fasna ni mujhe
Diye jo jale yahan pe saare hai bujhe
Main chahta hoon woh pure dil se pyar karein tujhe

Aashiq tera….
Bheed mein khoya rehta hai
Jaane jahan….
Pucho toh itna kehta hai

Kaash in assuon ko pani mein badal doon
Jo main na de paaya tujhko main kal doon
Aadha main jala phirbhi aag pe mai chaldoon
Choti si zindagi ke mai saare tujhko pal doon

Main jaanta hoon der ho chuki hai
Main woh insaan hi nahi jiske liye tu ruki hai
Ab bhulane ki hai koshish
Can’t control all these forces
Ab kahani ye adhoorie
Aur aankhein meri jhukin hai

Gaane jo apne the unki feel bhi khatam
Galti se chal gaye kahin pe
Toh khol de zakham
Ab tujhko bhuladene ki
Aakhir kya hai rakam
Jitna pyaar mujhko mile
Jaane kyun lage kam

Aaj dekhi teri tasveere
Uske sath jaane kyun
Yaad aayi mujhko pehli mulaakat
Muskaan tere chehre pe
Haan ek dum thi vaisi
Yaa thodi zyada badi
Aur teri ankhon thi woh baat

And i feel so lonely…
There’s a better place than this emptiness
And I am so lonely
There’s a better place than this emptiness

I’m Lost in this storm
I’m just looking for some land
Move on and forget you, but
That was never the plan
All the doors are locked
Since the day you left my hand
If your voice is the last thing i hear
I’ll die a happy man

I really want to be my only love
But I know that lonely journey is
Gona be really rough
But what do you except
When you know you were the one
So my heart stays still
No matter wherever i run

Remember your body from your head to your toe
Remember your love from your heart to your soul
Remember you walking up and down on that floor
But remember i remember you didn’t want it anymore

Usko Khone ka dard ab dil ne chupa liya
Saanse lena chahta phir bhi ab duba liya
Khudko is gaane mai bolra ki lost mat ho
Sach hai i didn’t loose my girl i lost my bro
______________________________

Song Credits:
Song : OLD SCHOOL JATTI
Music: Jaymeet
Singer :Navjeet, Shera Dhaliwal
Release date: 2019
Lyrics: Shera Dhaliwal
Music Label: GameOn Muzic

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post