This lilting song is sung by Jubin Nautiyal and Vishal Mishra and the writer for Darbadar Lyrics is Raj Shekhar. This amazing music is produced by Vishal Mishra.
Singer: Jubin Nautiyal and Vishal Mishra
Album: Ittu Si Baat
Lyricist: Raj Shekhar
Music: Vishal Mishra
Music Label: Saregama Music
DARBADAR LYRICS
Teri taraf kab ke chale
Fir bhi wahin ke wahin hain
Kya kya kiya tere liye
Tujhko khabar hi nahi hai
Hum marte rahe teri khaatir
Tune dekha na aankh bhar
Dil darbadar
Dil darbadar, dil darbadar
Dil darbadar tere pyar mein
Dil darbadar, dil darbadar
Dil darbadar tere pyar mein
Dil darbadar, dil darbadar
Dil darbadar tere pyar mein
Khudko kho kar bhi tujhko agar
Paa le to bhi harz nahi hai
Khudko kho kar bhi tujhko agar
Paa le to bhi harz nahi hai
Lakh sitam ho ishq mein tere
Par humko toh dard nahi hai
Aankhon mein tere aansu lekar
Hum haste rahe kal raat bhar
Dil darbadar
Dil darbadar, dil darbadar
Dil darbadar tere pyar mein
Tere pyar mein, tere pyar mein
Tere pyar mein, tere pyar mein
Dil darbadar, dil darbadar
Dil darbadar tere..
_______________________________________________________________________________
Check out for more info:-
Song: Kamli
Singer: Gurinder Rai
Lyrics: Preet Hundal
Music: Preet Hundal
Video: Tru Makers
Music Label: T-Series
Added by
Comments are off this post