Cry Cry Lyrics from Jhootha Hi Sahi (2010): The song is sung by Rashid Ali and Shreya Ghoshal, composed by A.R. Rahman with lyrics written by Abbas Tyrewala and it features John Abraham and Pakhi Tyrewala.

Singer – Rashid Ali, Shreya Ghoshal
Album – Jhootha Hi Sahi
Lyricist – Abbas Tyrewala
Music – AR Rahman
Cast – John Abraham, Pakhi Tyrewala
Language – Hindi
Music Label – Saregama

 

 

 

 

CRY CRY LYRICS

Rote kaaye ko hum,
Hey, rote kaaye ko hum
Hona hai jo ho
Sad hote kaaye ko hum

Cry cry itna cry
Karte hain kaayi ko
Itna darte hain kaayi ko,
Pal pal marte kaahe ko,

Why why aisa why waisa kyun hota
Yun hota to kya hota
Jo hota hai wo hota

Fly fly baby fly
Dekhen aa ud ke
Dekhen baadal se jud ke
Dekhen phir na mud mud ke
Rote kaaye ko hum
Hey rote kaaye ko hum
Hona hai jo ho
Sad hote kaaye ko hum
Haan, raaton ko na sote kaaye ko

Cry cry itna cry
Karte hain kaye ko
Itna darte hain kaye ko
Pal pal marte kaahe ko

Chaar pal ka hai
Saanson ka kissa
Kitna hai hissa ismein aansuon ka soch lo tum
Bachpan beeta ek
Ik boodha sa pal
Kisne dekha kal
To is pal ki keemat jod lo tum

Rote kaaye ko hum
Hey rote kaaye ko hum
Hona hai jo ho-sad hote kaaye ko hum
Haan, raaton ko na sote kaaye ko..

Baatein, teri theek lagti hain
Raatein, kyun humari jagti hain
Halatein, hum kyun na maane beeti baaton ko
Bhoolun main to mujhko lagana, tu ek chaanta
Chubh jaaye to kheench lena kaanta
No no no no no..
Poochhun main jo tujhse kabhi ke kyun yoon daanta
Dena phir se ek aur chaanta
Kabhi nahi, kabhi nahi..

Rote kaaye ko hum hain rote kaaye ko hum
Hona hai jo ho-sad hote kaaye ko hum
Haan, raaton ko na sote kaaye ko

Cry cry itna cry
Karte hain kaye ko
Itna darte hain kai ko
Pal pal marte kaai ko!

Why why aisa why waisa kyun hota
Yoon hota to kya hota
Jo hota hai wo hota

Fly fly baby fly
Dekhe aa ud ke
Dekhe baadal se jud ke
Dekhe phir na mud mud ke..
hmmm…

Cry cry..
Cry cry…. hmm he he

=======================================================================

You will love this one also –

Ranga Re (English) Song is a very impressive and connective song to one person to another person.

Singer: Caralisa Monteiro, Amit Trivedi
Lyrics: Swanand Kirkire
Music: Amit Trivedi
Music Label: Zee Music Company

 

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post