Singer : Javed Ali, Sahir Ali Bagga
Album : Once Upon Ay Time in Mumbai Dobaara!
Lyricist : Rajat Aroraa
Music : Pritam
Cast : Imran Khan, Sonakshi Sinha, Akshay Kumar
Language : Hindi
Music Label : T-Series

 

CHUGLIYAAN LYRICS

Yaar mera mera..

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein ….

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein ….

Mujh se kho gaye haan
Mujh se kho gaye ho tum
Teri yaadon mein haan
Teri yaadon mein main ghum
Hanste mujh pe din mere
Raatein hi hain jo karti hain chugliyan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein ….

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein …

O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyaan
Ki aisiyaan sachchiyaan mohabbataan pakiyan
Ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya ….

O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyaan
Ki aisiyaan sachchiyaan mohabbataan pakiyan
Ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya ….

Khwaab dekhe tere, jaage jaage maine
Neendon pe peheraa hai tera
Raat kaatein taare
Ginte hue saare
Chaand mein chehra hai tera
Raaton ki saza ho
Subah ka nasha ho tum

Teri yaad mein
Haan teri yaad mein main ghum
Hanste mujh pe din mere
Raatein hi hain jo karti hain chugliyan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein ….

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein …

Ho.. karenge bahaane milne ke saare
Par ab miloge tum kahaan
Aayenge chhoo ke ghar ko tumhaare
Aur hum jalenge khaamakhaa
Saanson mein ghulaa ho
Pyaar ka dhuaan ho tum

Teri yaadon mein
Haan teri yaadon mein main ghum
Hanste mujh pe din mere
Raatein hi hain jo karti hain chugliyan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein ….

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein …

O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyan
Ki aisiyaan sachchiyan mohabbataan pakiyan
Ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya ..

O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyan
Ki aisiyaan sachchiyan mohabbataan pakiyan
Ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya ..

Tu rul bhaave jaan maang le
Yaa rang vich rang le
Tu ishqe de yaa tu ud naal rang le
Ki mere peechhe ishq payaa
Hai dil mera thirak gaya..

______________________

Singer : Kamal Khaira
Lyricist : Mandeep Maavi
Music :Preet Hundal
Director : Frame Singh
Language : Punjabi
Music Label : Speed Records

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post