This melodious song is sung by Panther and the writer for Bhasad Lyrics is Panther.

“BHASAD” SONG INFO
Singer : Panther
Album : Hustle 2.0
Lyricist : Panther
Music : Panther
Genre : Hip-Hop (Rap)
Music Label : KaanPhod Music
Release: 2022

Bhasad Lyrics

Gaana pesh yeh hain khidmat mein
Daaka daalu daakiya main de raha sick sandesh
Battle ka khuda palat ti kismat dekh
Bars set karoon high ye hain liquor state

Tera vision hua pixellate
Bolti woh jo maahi bole mujhe sixer dekh
Kheloon match na par launde hum fix kar de
Yeh kahani meri live chale picture ek

Seekh raha hoon kaafi zindagi se
Dil saaf thha hamesha bhale gandagi se
Gham me dum thhe humne jamke kheeche fir
Sangeet mila ban gaye cheete

Nahi muskurata bhale lucknowi mein
Police karoon gaano se loon custody mein
Heat badha doon lage sansani hain
Bhaukaal tight jaise koi mantri main

Sun umar hain chhoti aur badi hain soch
Waqt laana ghadi rollie ki ho
Baje lingo jaise canibus ho
Unchi udaanein hain bane isro

Khooni zubaan chale machete khonp
Saza-e-maut, gala yeh ghot
Hello mitr aur phir karoon deport
Seedha-saada jaise jalebi ho

Chal raha showtime
Sagar shabdo ka aata nahi low tide
Lagey pac mere liye karein ghost write
Khaane ko chahiye rapper bhi 2 time

Flow pe ho boat ride
Meri goat eye par polite
Karoon genocide beaton pe provide
Jaise kendrick cole ka ho co sign

Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Mashaale jalaake masaale lagaake
Hum kar rahe hain masley masley
Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Twice the bars, 2 guna hard, yeh doosra hustle hain

Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Mashaale jalaake masaale lagake
Hum kar rahe hain masley masley
Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Twice the bars, 2 guna hard, yeh doosra hustle hain

Laga hain mujhe bhi kabhi na kabhi ki
Layak nahi main gaayak nahi main
Par hoon laga pada tabhi se tareeke
Laga raha ghis kar ragdi bana shayar sahi main
Fire chahiye ladenge aaakhri sans tak pandav kaayar nahi hain
Dekha bada khwaab kamaana hain naam
Badhaani aukaat 4 challe wala tyre chahiye

Kiske hisse aata kya
Kaun panne bharta kaun hain fanne khan
Bade sapne leke nikla ghar se thha
Karte charche ladke sar pe naaz

Khada kara uncha antilia
Yahan bande naazuk, kara maine darkinaar hain
Hum lyrically sick tabhi sab beemar hain
Yeh deewar hain hum minar hain wooh

Mehnato pe nahi hastakshep
Hain udaas, sune gane sir pankaj ke
Purpose tarkash hit maksad pe
Vanshaj humpar bole sir respect

Naya gaana nayi varjish hai
Din gardish ke dikhe sab rishte
Ab low key rahu jaise virgil main
Haatho mein mehndi nahi par diler

Baatein meri lage kaatilana
Maafinama de rahe tere chachi mama
Kafila main kya likha yeh mafiya
Chadha diya nasha tadi khana

Dil jeetne ki trophy paana
Chauri-chaura sa ye hai baaghi gaana
Paeri pauna bairi bola
Marry wana heavy ho raha humein kehti doja

Bete bete bete bete bete hum asal hain
Macha rahe bhasadein
Mashaale jalaake masaale lagake
Hum karre hain masley masley

Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Twice the bars, 2 guna hard, yeh doosra hustle hai
Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Mashaale jalaake masaale lagaake
Hum kar rahe hain masley masley
Bete hum asal hain macha rahe bhasadein
Twice the bars, 2 guna hard, yeh doosra hustle hain
________________________________________________________________________________

More Similar song

“NAIN TERE”
Singer :Jagmeet Brar
Lyricist :Jagmeet Brar
Music :Western Penduz
Director :GSK (G.S Kohli)
Language :Punjabi
Director Of Photography :Sergio Klepitsa, Roman Baidovski
Production :Sumeet Singh
Music Label :Saga Music
Song :NAIN TERE

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *