Mehfooz Lyrics: The song is sung by Naezy, and has music by Compa while Naved Shaikh has written the Mehfooz Lyrics.

MEHFOOZ LYRICS - NAEZY NEW SONG 2020 | LyricsGoal

“MEHFOOZ” SONG INFO
Singer :Naezy
Lyricist :Naved Shaikh
Music :Compa
Genre :Hip-Hop (Rap)
Music :Label :Naezy Tv
Song :MEHFOOZ

MEHFOOZ LYRICS

Bachpan se apun log ne hifajat mein rakhele kya?
Apne aap ko apne values ko apne zimmedari ke ehsaas ko
Har cheej ko kabu mein rakhele kya? Suno..

Faukat log ki bhid hai main bhi piste jaara
Tum bhi sehre matlab ki hai duniya
Matalab ho gaya toh chalte rehre
Darjano se khaaye dhoke sekdo mein dua hai re

Ache pal ka photo frame hai
Aane wale kal ko ahamiyat dere
Beete saare pal ko chatu main baatun main
Fayda ka nafa lu nuksaan ko hata dun
Best friend ne daga diya dushman ki laga dun

Kaayde kanoon mein raat bhar main jaga toh
Aankh khuli noon mein pass ka tha certificate
School khuli june mein teacher naraz mujhse
Blacklisted last bencher kaam mera sirf gulte
Yaad rakhte log bhoolte nahin bhoolte pol kholte

Nahin darta kisse main rehta sukhi
Chingaari se lekar jwalamukhi
Sharminda wo ho jo sab kar chuke
Daddy ka kabhi bhi sar na jhuke

Isliye seema hai maana ke jeena hai
Lekin tabahi se bachna zaroori hai
Wadon pe pakke toh girlfriend se doori hai
Thodi yeh dignity thodi majboori hai

Kurbaan armaan man maare
Roze se kayi saal misaal hai

Samajhdaar hai sambhal jaare
Kam hoshiyaar hai jo phisal jaare wo
Josh mein hai toh hosh yahaan de tu
Boss main hai dhigosla de tu

Nanhi si chhidyaan aur ghosle mein tu
Housle mein reh faasle mein haapa bahut
Chal saans le be tu dhaapa bahut aur kaanpa bahut
Hauka tha bahut aukaad mein

Kitta kamaya kitta gavaya ehsaas mein
Andaaz mera laazmi hai saaz mein main
Aasmaan pe saathve dost log hai saath mein
Saath mere bhai log ek log wo log
Saath mere yeh log wo log
Tum log sab log aas mein

Kitchen kholo geet mere dishes
Taste mera solo behti ganga hype
Haath apne dholo bhashan purana band
Karne bolo jeena sirf ek baar
Full main toh yolo

Samajh mein aarela hai phir bhi main anjaan
Bante jaa rela hun badhte jaa rela hun
Jeevan ka bhoj leke dhalte jaa rela hun
Chalte jaarela hun

Harkatien phir se main karte jaa rela hun
Safalta ki sidi main chadhte jaa rela hun
Ladte jaa rela hun

Rukwaton se main bhidte jaa rela hun
Thokar se mazbut bante jaa rela hun
Nagme gaa rela hun qasme khaa rela hun

Masle sada rehte hal karu cheeze
Raaste juda chaanv ped ke niche
Raahat ki saansien aafat ke baad
Chaahat kala se rasme rivaaj

Sapno ko sach karu mast mera luck
Gam mere jashn mein spasht mera lakshya
Bouncers ko dug karu rappers ko shut
Behtar alag karu mehnat mushakkat

Bekaar se door rehta khudse kareeb
Khudse ameer bana khudse gareeb
Bachpan se chappan tak bilkul shareef
Purvaj ke lakshan par niyat rahi

Mehfooz values main doosre duniya ka nahin hun
Pehlu kayi hai nahin main chalu
Mehenga maal hu fir chal do abhi.. Kya?

__________________________________________________

“REKHA O REKHA” SONG INFO
Singer :Nakash Aziz
Album :Gunjan Saxena
Lyricist :Kausar Munir
Music :Amit Trivedi
Music Label :Zee Music Company
Song :REKHA O REKHA

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post