This energetic song is sung by Rupali Jagga and the writer for Kaanta Lagaa Re Lyrics is Himesh Reshammiya.

“KAANTA LAGAA RE” SONG INFO

Singer : Rupali Jagga
Album : Himesh Ke Dil Se The Album
Lyricist : Himesh Reshammiya
Music : Himesh Reshammiya
Music Label : Himesh Reshammiya Melodies
Release: 2022

Kaanta Lagaa Re Lyrics

Tujhse din tujhse raat
Behak rahe hai mere jazbaat

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta lagaa re
Kaanta kaanta lagaa re
Kaanta kaanta lagaa re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Tu aur main main aur tu
Hum dono jaise hawa aur khushboo

Tere naam ki mala japti hun main
Pal pal angaron pe tapti hun main
Tere naam ki mala japti hun main
Pal pal angaron pe tapti hun main

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta lagaa re
Kaanta kaanta lagaa re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Jabse pagal ho gayi main pyaar mein
Tab se kuch bhi raha na ikhtiyaar mein
Jabse pagal ho gayi main pyaar mein
Tab se kuch bhi raha na ikhtiyaar mein

Oh zaalima main har ghadi
Teri raah dekhun intezaar mein

Tere naino pe main haari
Tujhpe hi jaun main baari
Tere aankhon mein sajna
Meri duniya ye hai saari

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Teri meri yaari neerali
Har ek pal bekhayali
Rehti khyalon mein mere piya
Ek pal tere bin na jaye jiya

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga laga
Laga laga laga re

Dil main tere pyaar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
________________________________________________________________________________

Visit this also

Song : Sun Aye Mili
Singer: Vishal Mishra
Album: Ram Setu
Lyricist: Shekhar Astitwa
Music: AR Rahman
Director:Mathukutty Xavier
Cast: Janhvi KapoorSunny KaushalManoj Pahwa

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *