This melodious song is sung by Emiway and the writer for Hai Tu Kaun Lyrics is Emiway. This exciting video is directed by Swaalina.

HAI TU KAUN” SONG INFO

Singer : Emiway
Album : Malum Hai Na
Lyricist : Emiway
Music : Meme Machine
Director : Swaalina
Director Of Photography : Aishwaryakumar Petkar
Genre : Hip-Hop (Rap)
Music Label : Emiway Bantai
Release: 2021

Hai Tu Kaun Lyrics

Shukriya jisne mujhe sign karne se kiya tha mana
Utna hi hard independent artist main bana
Jaisa marzi likhta main yeh hai mera zone
Mera music kare judge saale hai tu kaun

Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Hai tu kaun?

Hai tu kaun lene ki baat thi to saare maun
Yeh bole mujhe lyrically weak
Main hoon kaafi strong
Proove kiya sabko wrong, haan

Mann bola har hafte gaane daal
Pehla album mera bemisaal
Seedhi baatchit seedha leke kaan mein daal
Metaphor refrence tere g*nd mein daal

Haan og main toh roz hi
Kya hip hop ki bordor pe khada main foji
Ho gayela itna main famous
Ke underground rehta hoon kaafijzyada low key

Desi hip hop nahi indian hip hop hai
Isliye to bhai tera top hai
Desh ka naam larela top pe
Salami marenge thok ke

Karna de hate samay pe pahuchne ki
Koshish mein nahi hona late
Pateli maarun main khud mera seth
Main nahi tera met khel khatam kar dele
Seedha chek met

Shukriya jisne mujhe sign karne se kiya tha mana
Utna hi hard independent artist main bana
Jaisa marzi likhta main yeh hai mera zone
Mera music kare judge saale hai tu kaun

Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun

Aye market mein baith denarmi detail
Baaki ke bik gayele dikhgele retail price mein
Gaining ab aa reli size mein
Jaise ke life mein maa ko dikhala rela ice main
Pahuncha yahan tak abba ki advice se
Baaki kya spice se masala mangta hai logo ko
Har gaan hit pasand nahi to phir choko lo

Bantai ki public ko maalum hai
Har gaane ke kaise lete maze
Studio mein chalu hai grind aaj bhi
Dekhte nahi kitne baje

Fatte maje kiyele jahan bhi gayele
Kitte to aayele gayele asli log abbi bhi real hai
Har samay saath mein jiyele
Baaki ke omitted minta aur sumit hai
Tabhi to homes hai bole to
Brother from another mother

Yeh flow kaafi bada fit karo tum murder
Baaki hai sab huddle bandi karti cuddle
Paisa hora double bhid gaya to trouble
We live in a bubble karo jaake strugle

Ho jayega safal thoda sa rakh sabar
Aade nahi aana na dena tu dhakhal
Bhai bolke nakhli log the mere bagal
Aainda se bolna nahi mere ko tu brother
________________________________________________________________________________

You will love this one also

“NAIN TERE” 
Singer :Jagmeet Brar
Lyricist :Jagmeet Brar
Music :Western Penduz
Director :GSK (G.S Kohli)
Language :Punjabi
Director Of Photography :Sergio Klepitsa, Roman Baidovski
Production :Sumeet Singh
Music Label :Saga Music
Song :NAIN TERE

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *