The song is sung by Zahrah Khan, Armaan Malik, and Salma Agha, and has music by Tanishk Bagchi while Rashmi Virag has written the Ghar Nahi Jaana Lyrics. , and it features Aditya Roy Kapur and Mrunal Thakur.

“GHAR NAHI JAANA” SONG INFO

Singer – Zahrah Khan, Armaan Malik, Salma Agha
Album – Gumraah
Lyricist – Rashmi Virag
Music – Tanishk Bagchi
Cast – Aditya Roy Kapur, Mrunal Thakur
Director Of Photography – Vineet Malhotra
Choreography – Vijay Ganguly

_________________________________________________________

GHAR NAHI JAANA LYRICS

Naa naina maane naina maane naa
Maane kehna, jee re
Jag jag saari raat, aa sula bhi re

Aisi aadat lag gayi hai
Ek kasak si jagg gayi hai
Ishq ki tune jo dhun hai sunayi

Oh piya re, oh piya re
Qaid tujhme yeh jiya re
Naa mile mujhko kabhi bhi rihaayi

Ye duniya jal jaaye, jal jaave
Badan yeh nach nach ke thak jaave
Subah tak ankhiyon ko neend naa aave
Aaj ghar nahi jaana

Ye duniya jal jaaye, jal jaave
Badan yeh nach nach ke thak jaave
Subah tak ankhiyon ko neend naa aave
Aaj ghar nahi jaana

Dil yeh mera tujhme dhadke
Main chalun teri saans ban ke
Farak koyi bhi nahi kar paave

Tu hai meri, main hoon tera
Bas yehi hai khwaab mera
Hai dua bas tu mujhe mil jaave

Ye duniya jal jaaye, jal jaave
Badan yeh nach nach ke thak jaave
Subah tak ankhiyon ko neend naa aave
Aaj ghar nahi jaana

Ye duniya jal jaaye, jal jaave
Badan yeh nach nach ke thak jaave
Subah tak ankhiyon ko neend naa aave
Aaj ghar nahi jaana

Naa naina maane naina maane naa
Maane kehna, jee re
Jag jag saari raat, aa sula bhi re

____________________________________________________________________

Another Favorite Track :

Song: Allahu Akbar
Director: Strings
Singers: Ahmed Jehanzeb, Shafqat Amanat
Music Director: Shuja Haider
Album: Coke Studio Season 10
Composer: Shuja Haider
Lyricist: Shuja Haider

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *