Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics – Sanam Re: This dulcet song is sung by Arijit Singh and Amaal Mallik and written by Manoj Muntashir.
The director of this fascinating video is Divya Khosla Kumar and is produced by Amaal Mallik.
This video is featuring Pulkit Samrat, Yami Gautam and Urvashi Rautela.
Song Credits:
Movie: Sanam Re
Song Title: Gazab Ka Hai Yeh Din
Singers: Arijit Singh and Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik
Music Label: T-Series
Release Date: 12 February 2016
Star Cast: Pulkit Samrat, Yami Gautam and Urvashi Rautela
Director: Divya Khosla Kumar
Language: Hindi
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara ….
Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara ….
Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara …
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara ….
________________________________
Another Favorite Track –
Song: KYA BAAT AY
Singer: Hardy Sandhu
Lyrics: Jaani
Music: B Praak
Video by: Arvindr Khaira
Release Date: 2018
Added by


Comments are off this post