Channo Lyrics from Huqa Pani: This tuneful song is sung by Ali Zafar and written by Ali Zafar.
The director of this joyful music is Ali Zafar.

Singer: Ali Zafar
Song: Channo
Album: Huqa Pani
Lyricist: Ali Zafar
Music: Ali Zafar
Language: Hindi
Release Date: Mar 31, 2011

CHANNO LYRICS

Channo ki aankh mein ek nashaa hai
Gaal pe uske til ka nishaan

Channo ki aankh mein ek nasha hai
Gaal pe uske til ka nishaan hai

Iss pe phir uski hayaa hai… O dil le liya hai
Yeh dil boley

Channo ki aankh mein ek nasha hai.
(ek nasha hai… Ek nasha hai… )

Dekhoon usey tu dil jhoom jhoom jhoom jaye…
Chhuloon usey tu boley hai hai…
Nazarein milaiye… Duniya ghoom ghoom ghoom jaye

Chaal pe uski main fidaa re… Haan re
Channo ki aankh mein ek nasha hai
Gaal pe uske til ka nishaan haiIss pe phir uski hayaa hai… O dil le liya hai
Yeh dil boley

Uski jawani mein ek tadpan hai o dilbar jaani
Us jaisa duniya mein kahan re… Haan re
Nakarein dikhana… Sajna… Haye uska youn sharmana

Haath lagaon boley… Naa re… Naa re

Channo ki aankh mein ek nasha hai…
Gaal pe uskey til ka nishaan hai…
Channo ki aankh mein ek nasha hai
Gaal pe uske til ka nishaan hai

Ispey phir uski hayya hai… O dil le liya hai
Yeh dil boley

__________________________________________________

Visit this also –

Singer: Ammy Virk, Tarannum Malik
Song: Gaani
Album: Nikka Zaildar 2
Lyricist: Inder Pandori
Music: Gurmeet Singh
Language: Hindi
Music Label: Lokdhun Punjabi

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post