Aazaadiyan Lyrics (Pairon Ki Bediyan) – Udaan

Aazaadiyan song, from the movie Udaan, is sung  by Amit Trivedi, Neuman Pinto & Amitabh Bhattacharya. The song is written by Amitabh Bhattacharya and music by Amit Trivedi.

About-

Song: Aazaadiyan
Album: Udaan
Singer: Amit Trivedi, Neuman Pinto & Amitabh Bhattacharya
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Cast: Rajat Barmecha, Ronit Roy, Ram Kapoor

Aazaadiyan Lyrics –

Pairon Ki Bediyan
Khwabon Ko Baandhe Nahi Re Kabhi Nahi Re
Mitti Ki Parton Ko Nanne Se Ankur Bhi Cheenay, Dheere Dheere
Iraade Hare Hare
Jinke Seeno Mein Ghar Kare
Woh Dil Ki Sune Kare Na Darre, Na Darre

Subah Ki Kirno Ko Roke Jo Salaakhein Hai Kahan
Jo Khayalon Pe Pehre Daale
Woh Aankhein Hai Kahan
Par Khulne Ki Deri Hai
Parinde Udh Ke Jhoomenge
Aasman Aasman Aasman

Subah Ki Kirno Ko Rokein
Jo Salaakhein Hai Kahan
Jo Khayalon Pe Pehre Daale Woh Aankhein Hai Kahan
Par Khulne Ki Deri Hai
Parinde Udh Ke Jhoomenge
Aasman Aasman Aasman

Aazaadiyan Aazaadiyan
Aagey Na Kabhi, Mile Mile Mile
Aazaadiyan, Aazaadiyan
Jo Cheenay Wahi
Jee Le Jee Le Jee Le

Subah Ki Kirno Ko Rokein
Jo Salaakhein Hai Kahan
Jo Khayalon Pe Pehre Daale
Woh Aankhein Hai Kahan
Par Khulne Ki Deri Hai
Parinde Udh Ke Jhoomenge
Aasman Aasman Aasman

Subah Ki Kirno Ko Rokein
Jo Salaakhein Hai Kahan
Jo Khayalon Pe Pehre Daale
Woh Aankhein Hai Kahan
Par Khulne Ki Deri Hai
Parinde Udh Ke Jhoomenge
Aasman Aasman Aasman

Kahani Khatam Hai
Ya Shuruwaat Hone Ke Hai (Hone Ke Hai)
Subha Nayi Hai Yeh
Ya Phir Raat Hone Ko Hai (Hone Ke Hai)
Kahani Khatam Hai
Ya Shuruwaat Hone Ke Hai (Hone Ke Hai)
Subha Nayi Hai Yeh
Ya Phir Raat Hone Ko Hai (Hone Ke Hai)

Aane Wala Waqt Dega Panha Hai
Ya Phir Se Milenge Do Raahein
Khabar Kya, Kya Pataa

You Will Love This One Also – Kuch Iss Tarah

Movie: 1921
Singer: Arnab Dutta
Lyrics: Shakeel Azmi
Music: Harish Sagane
Music Label: Zee Music Company
Film Directed by: Vikram Bhatt
Starring: Karan Kundrra, Zareen Khan
Release Date: 12 January 2018

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post