This lilting song is sung by Arunita Kanjilal and the writer for Laal Hari Peeli Choodiyan Lyrics is Himesh Reshammiya.

“LAAL HARI PEELI CHOODIYAN” SONG INFO

Singer : Arunita Kanjilal
Album : Himesh Ke Dil Se The Album
Lyricist : Himesh Reshammiya
Music : Himesh Reshammiya
Music Label : Himesh Reshammiya Melodies
Release: 2021

Laal Hari Peeli Choodiyan Lyrics

Meri choodiyan
Yeh hai mere bachpan ki saheliyan
Chhed rahi mujhe tere naam se
Samajhti hi nahi hai
Haal kitna hai betaab mere mann ka
Jab se kareeb aa raha hai mausam milan ka

Kitni badhaye dooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Ishq mein lagaye bediyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Haaye haaye mazbooriyan
Karwayengi ladaiyan
Samjhe na yeh toh teri meri yaarian

Deti nahi hai mujhko manzooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Kitni badhaye dooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Ishq mein lagaye bediyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Milan ka hai mausam aaya
Kitni baharein laya
Ishq parvan chadha hai
Tum bin ik pal saza hai

Chhede shararat kare meri choodiyan
Yeh toh hai mere bachpan ki sakhiyan

Haaye haaye mazbooriyan
Karwayengi ladaiyan
Samjhe na yeh toh teri meri yaarian

Deti nahi hai mujhko manzooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Kitni badhaye dooriyan
Meri lal hari peeli choodiyan
Ishq mein lagaye bediyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Raat aayi shagno wali
Kuch palon ki hai ye doori
Teri meri prem kahani
Thodi poori thodi adhoori

Tere liye dil hai bekarar sajna
Karle mera thoda intezar sajna

Haaye haaye mazbooriyan
Karwayengi ladaiyan
Samjhe na yeh toh teri meri yaarian

Deti nahi hai mujhko manzooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan

Kitni badhaye dooriyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Ishq mein lagaye bediyan
Meri laal hari peeli choodiyan
Meri laal hari peeli choodiyan
________________________________________________________________________________

You will love this one also

Singer: Jassie Gill
Album: Crossblade Live
Lyricist: Sucha Minto
Music: Gurnazar, Desi Routz
Director: Robby Singh
Language: Punjabi
Director Of Photography: Robby Singh
Mix And Master: Gurjinder GuriAkaash Bambar
Music Label: Speed Records

Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *