Dil Dhadakne Do Title Song Lyrics: Here is the first song from Zoya Akhtar’s film, The song is sung by Priyanka Chopra and Farhan Akhtar, music is by Shankar-Ehsaan-Loy and lyrics are by Javed Akhtar.

“DIL DHADAKNE DO (TITLE SONG)” SONG INFO

Singer – Priyanka Chopra, Farhan Akhtar
Album –  Dil Dhadakne Do
Lyricist – Javed Akhtar
Music – Shankar-Ehsaan-Loy
Cast – Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah
Language – Hindi

DIL DHADAKNE DO (TITLE SONG) LYRICS

Har dil ki apni hi taal hai apna hi ik raag hai
Har dil ki apni dhadkanein apni hi ik aag hai
Jazbat pigle pigle hain to kyun na ho
Khayalat dehke dehke hain to kyun na ho
Har dil dhadakne do
Dil dhadakne do ..

Log kya kahenge
Chodo saare aise tum bahane
Dil dhadakne do

Har lamhe ko jo poori tarah se nahi jee sake
Haathon mein uske ho jaam
Phir bhi nahi pee sake
“Zindagi hai kya” jaane woh kya
Kushiyon ko pehchane woh kya
Hum to yehi samjhayenge use
Sapne jo hain sajane, thode se bano deewaane
Dil dhadakne do …

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do…

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do…

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do…

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do…

Zindagi ke sau rang hain
Yeh baat sunlo, jaan lo
Sabke apne hi dhang hain
Yeh baat samjho, maan lo
Koyi jo khoya khoya hai to kyun na ho
Koyi jo badla-badla hai to kyun na ho

Har dil ki apni hi taal hai apna hi ik raag hai
Har dil ki apni dhadkanein apni hi ik aag hai
Jazbat pigle pigle hain to kyun na ho
Khayalat dehke dehke hain to kyun na ho
Dil dhadakne do …

Har dil ki apni hi taal hai apna hi ik raag hai
Har dil ki apni dhadkanein apni hi ik aag hai
Jazbat pigle pigle hain to kyun na ho
Khayalat dehke dehke hain to kyun na ho
Dil dhadakne do …

Har dil ki apni hi taal hai apna hi ik raag hai
Har dil ki apni dhadkanein apni hi ik aag hai
Jazbat pigle pigle hain to kyun na ho
Khayalat dehke dehke hain to kyun na ho
Dil dhadakne do …

Har dil ki apni hi taal hai apna hi ik raag hai
Har dil ki apni dhadkanein apni hi ik aag hai
Jazbat pigle pigle hain to kyun na ho
Khayalat dehke dehke hain to kyun na ho
Dil dhadakne do …

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do …

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do …

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do …

Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Dil dhadakne do …

Sapne jo hain sajane, thode se bano deewaane
Duniya jo bura maane, banke tum anjane
Log kya kahenge
Chodo saare aise tum bahane
Dil dhadakne do

__________________________________________________

Click for more-

Singer – Jubin Nautiyal, Shirley Setia, Abhijit Vaghani
Lyricist – Amitabh Bhattacharya, Irshad Kamil, Javed Akhtar
Music – Abhijit Vaghani, Pritam, AR Rahman, Shankar-Ehsaan-Loy
Director -Ahmed Khan
Language – Hindi
Director Of Photography – Farooque Khan

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post