Singer – Shreya Ghoshal
Song – Yeh Aaina
Album- Kabir Singh
Lyricist- Irshad Kamil
Music- Amaal Mallik
Director- Sandeep Reddy Vanga
Cast- Shahid Kapoor, Kiara Advani
Music Label– T-Series
YEH AAINA LYRICS
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare
Itna lagi sochne kyun
Main aajkal tere baareTu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoonYeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaareKhud se hai agar tu bekhabar bekhabar
Rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya
Jo roz mujhko sanwaare
Itna lagi sochne kyun
Main aajkal tere baareTu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoonYeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaareKhud se hai agar tu bekhabar bekhabar
Rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya
Main daud ke paas aaun
Tu neend mein jo pukaare
Main ret hoon tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare
Tanha hai agar tera safar humsafar
Tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar tu agar
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon
Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saari guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere shehar tu na aa re
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare
_____________________
Singer – Jubin Nautiyal
Song- Tujhe Kitna Chahein Aur
Album- Kabir Singh
Lyricist- Mithoon
Music- Mithoon
Director- Sandeep Reddy Vanga
Cast- Shahid Kapoor, Kiara Advani
Music Label– T-Series
Added by
Comments are off this post