MANNU BHAIYA LYRICS
Sadar ke sonaar ka solah aana sona
Jalega, galega, dhalega jab ye sona
Rani ke chaand dhule paidon me padkar
Bibbo ke tesu range paidon me girkar
Dilli ki galiyon mein chalega ja sona
Raat din, Padosan, ke kaanon me, Palega, falega, jab ye sona
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
Ambiya ilaaychi daalchini aur kesar
Sukhayegi tannu karolbag ke chat par, chat par, chat par
Phir posta pisega, [Ahaha]
kalonji kutegi, [Ahaha]
Phir posta pisega, kalonji kutegi,
Martbaan se afwaah uthegi,
Patang peeche bachche jab aayenge chat par,
Tannu ki sari barni jayenge chat chat chat chat chat chatkar
[Aha, aha, ahaa]
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
Jab delhi ke mixer mein, ghut jaye, [ghut jaye]
Jab delhi ke mixer mein, ghut jaye, kaanpur ki bhang
Jab dilli ke upar chadh jaye, kaanpur ka rang
Jab Kutub se bhi upar jaye kaanpur ki patang
Tab mannu bhaiya ka karihen, mannu bhaiya ka karihen
Jab Tannu kabhi rooth jaye sharma ji ki baat pe,
Jab yamunaji ka paani lagem sarsaiya ghaat pe,
Jab kaanpur ka chaand chamakihen dilli ki raat pe,
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
Tab mannu bhaiya ka karihen, Tab mannu bhaiya ka karihen
________
Visit this also –
Singer : Bohemia
Album : Skull & Bones: The Final Chapter
Lyricist : Bohemia
Music : Bohemia
Language : Hindi
Music Label : T-Series
Added by
Comments are off this post