TUM BOLO NA BOLO LYRICS
Tumse kya kehna hai
Suno, tumse ab kya sun’na
Chhod diya ab chandni raat mein
Maine sapne bun’na
Main apni tanhaai se ab sab keh leta hoon
Tum bolo na bolo
Tum bolo na bolo
Tum bolo na bolo
(Tum bolo.. na bolo.. na bolo)
(Tum bolo.. na bolo.. na bolo)
Raat ko jab chaand poochega wo kaisi lag rahi thi
Chand se keh dunga mujhko teri jaisi lag rahi thi
Uss mein bhi ik daag nikla
Tu bhi toh ghat’ta hai badhta hai
Der saver se chadhta hai
Tera sauda kab khara tha
Sirf asharfi ki tarah tha
Jab tum milo kehna usey zaroori nahi hai
Tum bolo na bolo
(Tum bolo….)
Tum bolo na bolo
(Na bolo… na bolo)
Meri aadat me nahi hai koi rishta tod dena
Mere shayar ne kaha tha mod dekar chhod dena
Ajnabi phir ajnabi hai
Gahne bahut pehnoge yaad ka zewar naya hai
Dard jo ghulte nahi hai
Rang woh dhulte nahi hai
in above Gulzar refers to one of his favorites Sahir Ludhianvi’s Shair:
Chalo ik bar phir se ajnabi bann jaayein hum dono
Wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin
Usey ek khoobsurat mod de kar chhodna achaa!
Saare gile baaki rahe magar yaad hai
Tum bolo na bolo
Tum bolo na bolo
Tumse kya kehna hai
Suno ab tumse ab kya sunana
Chhod diya ab chandani raat mein maine sapne bun’na
Main apni tanhai se ab sab keh leta hoon
Tum bolo na bolo
Tum bolo na bolo
Tum bolo na bolo
(Tum bolo.. na bolo.. na bolo)
Tum bolo na.. bolo
(Tum bolo.. na bolo.. na bolo)
Tum bolo na.. bolo
____________________
Click here for another popular track –
Added by
Comments are off this post