AASHIQ BANAYA AAPNE LYRICS: This soft song is sung by Himesh Reshammiya & Neha Kakkar and written by Manoj Muntashir.
The director of this amazing video is Vishal Pandya and is produced by Tanishk Baagchi.
This video is featuring Urvashi Rautela, Karan Wahi, and Vivan Bhatena.

Song Credits:
Movie: Hate Story 4
Song: AASHIQ BANAYA AAPNE
Singers: Himesh Reshammiya & Neha Kakkar
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Tanishk Baagchi
Starring: Urvashi Rautela, Karan Wahi, and Vivan Bhatena
Music Label: T-Series
Release date: 9 March 2018
Director: Vishal Pandya
Language: Hindi

Aashiq Banaya Aapne Lyrics

O…

Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyaasi sabki nigahein …

Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne….

Seene mein ghul ke
Ishq dhadke toh mazaa hai
Hothon se padh le
Woh jo hothon pe likha hai

Meri nigahon mein tera chehra rawaan hai
Gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai

Aashiqui mein haaye kaisi
Waadiyan hain khili
Jaan jaan keh ke tune
Jaan meri le li

Mere liye sabka dil hai awaara
Mere bin hona nahi hai guzara
Mere sang jhoom le aake yaara
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne!

Deewane ruk ja tera humse saamna hai
Aankhon se chhu le
Chhuna haathon se mana hai

Bechainiyon ka faasalon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai

Khwabon mein jo aaye jaaye
Yaar hum wohi hai
Hum kisi ko aasaani se milte hi nahin hain

Mere bin shamein hain benazara
Mere bin beziya har sitara
Mere bin ishq hai besahara
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne ……

__________________________

You will love this one also

Movie: Tubelight
Song: Naach Meri Jaan
Singers: Nakash Aziz, Kamaal Khan, Dev Negi, Tushar Joshi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Director: Kabir Khan
Music Label: Sony Music India
Release date: 2017

Added by

admin

SHARE

Comments are off this post